поет Kumar Sanu
Jab Kisi Ki Taraf/Когда в чью-то сторону...
- Shekhar, kya tumne kabhi kisi se pyar kiya hai?
- Шекхар, ты когда-нибудь кого-нибудь любил?
- Haan, ek ladki. Bilkul tumhari jaisi - bahut sundar, bahut bholi... aur thodi pagal bhi. Lekin meri pyar ki khabar sirf mere dil ko hai.
- Да, одну девушку. Точно такую же как ты - очень красивую, очень простую... и немного сумасшедшую. Но о моей любви было известно лишь моему сердцу.
- Usse bataya kyun nahin?
- А почему ты ей не признался?
- Yeh pyar bhi ajeeb cheez hai, Sanjana. Jahan ikraar ki puri ummed ho, wahan bhi dil kehne se darta hai. Aur mujhe to inkaar ka pura yaqeen hai. Tum hi kaho usse kaise bataun? Woh kisi aur ko chahti hai. Bahut chahti hai...
- Любовь - странная штука, Санджана. Даже когда знаешь, что она взаимна, все равно боишься признаться. А я уверен, что она меня отвергнет. Ну сама посуди: как ей сказать? Она ведь другого любит. Очень любит...
Jab kisi ki taraf dil jhukne lage
Когда сердце начинает тянуться к кому-то
Baat aakar zuban tak rukne lage
Когда хочется так много сказать, но слова застывают на языке
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
Когда глаза дают друг другу согласие
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage...
Признайся, что это любовь пришла к тебе
Chaahane jab lage dil kisi ki khushi
Когда сердце желает видеть кого-то счастливым
Dillagi yeh nahin yeh hai dil ki lagi
Это не шутка, а настоящая любовь
Aandhiyon ko dabaane se kya faida
Что толку пытаться подавить шторм?
Pyaar dil mein chupaane se kya faida
Что толку пытаться скрыть любовь в сердце?
Jaan se pyara jab dildar hone lage
Когда любимый/любимая кажется дороже собственной жизни
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage...
Признайся, что это любовь пришла к тебе
Uski khushboo agar apni saanson mein ho
Если ее аромат в твоем дыхании
Uska sapna agar apni aankhon mein ho
Если мечты о ней в твоих глазах
Jab na dil ke bahalne ki surat lage
Когда ничто не способно успокоить сердце
Jab koi zindagi ki zaroorat lage
Когда кто-то становится тебе жизненно необходим
Aur jeena bhi dushwaar hone lage
А сама жизнь становится такой сложной
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage...
Признайся, что это любовь пришла к тебе
Pyar to hona hi tha...
Любви суждено было случиться...
sings Kumar Sanu
Jab Kisi Ki Taraf / When To Someone ...
- Shekhar, kya tumne kabhi kisi se pyar kiya hai?
“Shekhar, have you ever loved anyone?”
- Haan, ek ladki. Bilkul tumhari jaisi - bahut sundar, bahut bholi ... aur thodi pagal bhi. Lekin meri pyar ki khabar sirf mere dil ko hai.
- Yes, one girl. Just like you - very beautiful, very simple ... and a little crazy. But only my heart knew about my love.
- Usse bataya kyun nahin?
“Why didn't you confess to her?”
- Yeh pyar bhi ajeeb cheez hai, Sanjana. Jahan ikraar ki puri ummed ho, wahan bhi dil kehne se darta hai. Aur mujhe to inkaar ka pura yaqeen hai. Tum hi kaho usse kaise bataun? Woh kisi aur ko chahti hai. Bahut chahti hai ...
“Love is a strange thing, Sanjana.” Even when you know that it is mutual, you’re still afraid to admit it. And I'm sure she will reject me. Well, judge for yourself: how can she say? She loves another. Loves very much...
Jab kisi ki taraf dil jhukne lage
When the heart begins to reach for someone
Baat aakar zuban tak rukne lage
When you want to say so much, but words freeze in the tongue
Aankhon aankhon mein ikraar hone lage
When the eyes agree with each other
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage ...
Confess that this love has come to you
Chaahane jab lage dil kisi ki khushi
When the heart desires to see someone happy
Dillagi yeh nahin yeh hai dil ki lagi
This is not a joke, but true love
Aandhiyon ko dabaane se kya faida
What is the use of trying to quell the storm?
Pyaar dil mein chupaane se kya faida
What is the use of trying to hide love in the heart?
Jaan se pyara jab dildar hone lage
When a loved one seems more precious than his own life
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage ...
Confess that this love has come to you
Uski khushboo agar apni saanson mein ho
If her scent is in your breath
Uska sapna agar apni aankhon mein ho
If dreams of her are in your eyes
Jab na dil ke bahalne ki surat lage
When nothing can calm my heart
Jab koi zindagi ki zaroorat lage
When someone becomes vital to you
Aur jeena bhi dushwaar hone lage
And life itself becomes so complicated
Bol do gar tumhein pyar hone lage, hone lage ...
Confess that this love has come to you
Pyar to hona hi tha ...
Love was destined to happen ...